Ye Kis Shehenshah E Wala Ki Aamad

Download Ye Kis Shehenshah E Wala Ki Aamad In MP3:

Download Now

YE KIS SHEHENSHAH E WALA KI AAMAD BY FARHAN ALI QADRI

Lyrics of Ye Kis Shehenshah E Wala Ki Aamad

Yeh Kiss Shahanshah e Wala ki Amad Aamad Hai
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai

Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba
Yeh Kaunse Shah-e-Ba’ala ki Amad Amad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Yeh Aaj Taare Zameen ki Taraf Hain kiun Ma’ayel
Yeh Aasmaa’n se Paiham Hai Noor kiun Na’azil
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Yeh Aaj kiya Hai Zamane Ne Rang Badla Hai
Yeh Aaj kiya hai ke Aa’alam Ka Dhang Badla Hai
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Yeh Aaj Kaah-e-Ki Shaadi hai Arsh Kiun Jhooma
Labe Zameen Ko Labe Aa’smaan ne Kiun Chooma
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Yeh Aaj Kiya Hai ke Bott Aoundhe Ho Gaye Saare
Yeh Aaj Kiun hain Shayateen Bandhe Howe Kaare
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Russul Unhi ka To Mujdha Sunane Aaye Hain
Unhi ke Aane ki Shaadi Rachchane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Russul Unhi ka To Mujdha Sunane Aaye Hain
Unhi ke Aane ki Khushiyan Manane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Firishte Aaj Jo Dhoome Machchane Aaye Hain
Inhi ke Aane Ki Shaadi Rachchane Aaye Hain
Russul Unhi ka To Mujdha Sunane Aaye Hain
Unhi ke Aane ki Shaadi Rachchane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Yeh Seedha Raasta Haq ka Batane Aaye Hain
Yeh Haq ke Bandon ko Haq se Milane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Yeh bhoole Bichchron ko Raste Pe Laane Aaye Hain
Yeh Bhoole Bhatke ko Haadi Banane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Khuda-e-Pak ke Jalwe Dikhane Aaye Hain
Dillon ko Noor ke Bukk-e-Banane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Chamak se Apni Jahan Jagmagane Aaye Hain
Mahak se Apni yeh Koochche Basane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Naseem-e-Faiz se Gunchche Khilane Aaye Hain
Karam ki Apni Baha’arain Dikhane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Yahi To Sote Howon ko Jagane Aaye Hain
Yahi to Rote howon ko Hansane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Hazar Saal ki Roshan Shuda Bujhi Aatash
Yeh Kufro shirk ki Aatash Bhujane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Inhain Khuda ne Kiya Apne Mulk ka Malik
Inhi ke Kabze Main Rab ke Khaza’ane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Jo Chahain Gay Jisse Chahain Gay Usse Dain Gay
Kareem hain Yeh Khaza’ane Luttane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Jo Gir Rahe They Unhen Na Inhon ne Thaam Liya
Jo Gir Chuke Hain Yeh Unhain Uthane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Rauf Aise Hain Aur Yeh Raheem Hain Itne
Ke Girte Parton ko Seene Lagane Aaye Hain
Yeh Kiss Shahanshah-e-Wala ki Amad Aamad Hai
Bolo Marhaba Bolo Marhaba, Bolo Marhaba Bolo Marhaba

Here on our site you can download all naats of famous naat khawans of Pakistan and other countries. People love to listen and download naat sharif in holy month of Ramadan Kareem, Rabi-ul-awal, Muharram and also in the last 10 days of Ramadan. As prophet MUHAMMAD sallallahu alaihi wa ala wasallam tells us that jumma is the best day among all other so send more durood sharif on me on that day. Muslims also listen naats on day of Jumma Mubarik.

This naat Ye Kis Shehenshah E Wala Ki Aamad is recited by Farhan Ali Qadri.

What is Naat?

Every word that is used to praise prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) will be known as naat. In simple we can say that a man who talks about the habits, likeness, interests, and instructions of prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) is reciting naat sharif. Then man who recites the written poetry about praise of prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) is known as naat khawan in Urdu.

What is Hamd?

Hamd is the word derived from the first word of Surah Fatiha Al hamdulillah which means all praise to ALLAH. When ever some body describe the greatness and say words in praise of Allah swt, then we will say that he is reciting hamd. So the difference between Hamd nad Naat is simple, In hamd we recite verses which belongs to praise of Allah swt and in Naat we recite verses which praise prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) personality.

Muslim writers wrote many naats in their era but naatkhawani is gain popularity in 20th century. Because in the previous time there were not fast communication and media services available. So the naats written by writers in that times are just written in their books. But today many naat khawans have started reciting their naats.

Who is Naat Khawan:

A man or women who recites naats will be known as Naat Khuwan or Sana Khuwan mustafa sallallahu alaihi wa ala wasallam.

First Naat Khawan of Islam:

Hasaan bin Saabit (RA) was the first Naat Khawan (poet) of Muslim world who started writing and reciting naats (poetries) under the supervision of last prophet hazrat MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) to defend Islam against Kuffar at that time. He got permission from the holy Prophet (sallallahu alaihi wa ala wasallam) to recite poems. He was the most loving and popular Naat Khawan (poet) of earlier days of Islam, he used to recite naat in front of the Last Messanger of Allah.
When prophet (sallallahu alaihi wa ala wasallam) comes in Arab culture at that time poetry was a renowned hobby of those people and many popular poet was present there. When prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) announces that he is the last messenger of Allah. Then he recites the verse of holy quran, famous kuffars of that time told that  its a form of poetry. Then Allah SWT revealed the verse in which its written that come with a single verse that match the quran verse. But it was the kalam of Allah so how they can do this?

The Prophet (PBUH) Liked Naat Khawani:

Accroding to Hazrat Ayesha (Razi Allah Taala Anhaa), the Prophet (PBUH) used to offer mimber (stage) to Hasaan Bin Saabat (RA) (for naat khawani).
[Tirmizi / Ahmad Bin Hanbal / Hakim]

Naat Khawani in Times of Prophet Muhammad (PBUH):

Naat khawani was present at the time of Prophet Muhammad (sallallahu alaihi wa ala wasallam). We see when prophet migrated from mecca to madina kids praise and welcomed the prophet muhammad (sallallahu alaihi wa ala wasallam) by reciting naats with use of Dhaf( a instrument).
We have seen these similar scenes at the time of entry in Mecca, when people celebrated and welcome prophet Muhammd (sallallahu alaihi wa ala wasallam) by reciting Naats loudly.

On this occasion Hazrat Abdullah Bin Rawaha (RA) were walking in front of the great victorious Islamic army and were reciting the verses of Naat loudly. Hazrat Umar (RA) came to him and asked is it good that you are reciting the verses loudly near harm حرم and that too in the presence of the prophet (PBUH). The prophet (PBUH) himself come and said: “Don’t stop him from reciting naats loudly ” because. His verses are wounding the hearts of Kuffars like arrows.
[Tirmizi / Nisai]

Rewards for Naat Khawans:

Reciting naat is the best activity because Allah love those people who love his Prophet. On a accasion prophet muhammad (sallallahu alaihi wa ala wasallam) said that “you can’t be a proper momin unless you loved me more than your parents, children and all other peoples“.

Hazrat Kaab Bin Zuhair (RA) recited 200-verses long Naat and on listening the verse “Verily the prophet (PBUH) is noor, and noor is extracted from him, and he is among the sharp swords of Allah to defend Deen Islam.”, the Prophet Muhammad (PBUH) became so happy that he threw his black blanket (کالی کملی) towards Kahab Bin Zuhair (RA) as a reward.
[Tabrani / Bahaqi / Ibn-e-Hasham / Majma-u-Zawaid / Hakim Mustadrak]

What is Naat Khawani:

A program or function set by any muslim where any body can join to listen naats is called naat khawani. People in pakistan and other muslim countries arranged programme of naat khawani at their home.

Copyright/DMCA: We DO NOT own any copyrights of this Track. This Track "Ye Kis Shehenshah E Wala Ki Aamad" was either uploaded by our users or it must be readily available on various places on public domains as FREE download. If you want this Ye Kis Shehenshah E Wala Ki Aamad Track to be removed or if it is copyright infringement, do drop us an email at busyroute94943@gmail.com and this will be taken down within 24 hours!

Disclaimer: This is a promotional website only, All files placed here are for introducing purposes only. All files found on this site have been collected from various sources across the web and are believed to be in the "public domain". If Have Any Other issue then Feel Free To Contact Us