Meetha Madina Door Hai

Download Meetha Madina Door Hai In MP3:

Download Now

MEETHA MADINA DOOR HAI BY IMRAN SHAIKH ATTARI

Lyrics of Meetha Madina Door Hai

Mitha Madina Door Hai
Jana Bhi Zarur Hai
Taiba Badi Door Aaqa
Taiba Badi Door, Haan
Allah Humma Sallay Ala Sayyidina Muhammadin

Mere Aaqa Mere Sarwar
Mera Beda Paar Ho
Talib Hun Main Aap Ka Shaha
Mujh Ko Ataa Deedar Ho
Nazre Karam Sarkar Aaqa
Nazre Karam Sarkar Ho
Apka Mangta Aap Ka Sail
Haaazir e Darbar Ho

Taiba Badi Dur Aaqa
Taiba Badi Dur, Haan
Taiba Badi Dur

Mitha Madina Dur Hai
Jana Bhi Zarur Hai
Taiba Badi Dur Aaqa
Taiba Badi Dur
Allah Humma SalleAla Sayyedna Mohammadin

Ro Ro Waqt Guzaro Kaise
Ab Toh Bulawa Aajaye
Muzda Mujh Ko Hazri Ka
Kash Koi Suna Jaye
Dil Ko Sukoon Muyassar Ho Aur
Rooh Ko Chain Bhi Aajaye
Main Hi Taiba Ja Puhancho Ya
Dil Me Taiba Sama Jaye

Taiba Badi Door Aaqa
Taiba Badi Door, Haan
Taiba Badi Door

Mitha Madina Door Hai
Jana Bhi Zarur Hai
Taiba Badi Door Aaqa
Taiba Badi Door, Haan
Allah Humma Sallay Ala Sayyidina Muhammadin

Rehmat e Aalam Tera Laqab Hai
Teri Unchi Shan Hai
Saara Aalam Tera Bikhari
Tu Sab Ka Sultan Hai
Mujh Se Gum Ke Maaron ka toh
Tujh Pe Hi Bas Maan Hai
Paas Bula Lo Ab Toh Aaqa
Muddat Se Arman Hai

Taiba Badi Dur Aaqa
Taiba Badi Dur, Haan
Taiba Badi Dur

Mitha Madina Dur Hai
Jana Bhi Zarur Hai
Taiba Badi Dur Aaqa
Taiba Badi Dur
Allah Humma SalleAla Sayyedna Mohammadin

Jab Bhi Kafila Dekho Toh Hi
Taiba Nagar Ko Jata Hai
Phoot Phoot Ke Dil Rota Hai
Mujh Ko Bada Tadpata Hai
Mere Dil Ko Pal Bhar Bhi Phir
Chain Zara Na Aata Hai
Rukh Taiba Ki Janib Kar Ke
Bas Yeh Kehta Jata Hai

Taiba Badi Door Aaqa
Taiba Badi Door, Haan
Taiba Badi Door

Mitha Madina Door Hai
Jana Bhi Zarur Hai
Taiba Badi Door Aaqa
Taiba Badi Door, Haan
Allah Humma Sallay Ala Sayyidina Muhammadin

Badi Duwaye Mangi Hum Ne
Hum Bhi Taiba Jayenge
Taiba Jakar Kehna Aaqa
Kab Woh Hum Ko Bulayenge
Jab Woh Hum Ko Bulayenge phir
Hum Bhi Madine Jayenge
Ro Ro Haal Sunayenge Aur
Mil Kar Sab Ye Gaayenge

Taiba Badi Dur Aaqa
Taiba Badi Dur, Haan
Taiba Badi Dur

Mitha Madina Dur Hai
Jana Bhi Zarur Hai
Taiba Badi Dur Aaqa
Taiba Badi Dur
Allah Humma SalleAla Sayyedna Mohammadin

Mere Shaha Aap Ke Dar Ki
Kul Qaynat Suwali Hai
Saare Jahan Ka Tu Hai Daata
Tu Ummat Ka Waali Hai
Tujh Se Mangne Wala Aaqa
Jata Na Koi Khali Hai
Tere Ahmed Aur Hasan Ki
Tujh Bin Khasta Haali Hai

Taiba Badi Door Aaqa
Taiba Badi Door, Haan
Taiba Badi Door

Mitha Madina Door Hai
Jana Bhi Zarur Hai
Taiba Badi Door Aaqa
Taiba Badi Door, Haan
Allah Humma Sallay Ala Sayyidina Muhammadin

Here on our site you can download all naats of famous naat khawans of Pakistan and other countries. People love to listen and download naat sharif in holy month of Ramadan Kareem, Rabi-ul-awal, Muharram and also in the last 10 days of Ramadan. As prophet MUHAMMAD sallallahu alaihi wa ala wasallam tells us that jumma is the best day among all other so send more durood sharif on me on that day. Muslims also listen naats on day of Jumma Mubarik.

This naat Meetha Madina Door Hai is recited by Imran Shaikh Attari.

What is Naat?

Every word that is used to praise prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) will be known as naat. In simple we can say that a man who talks about the habits, likeness, interests, and instructions of prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) is reciting naat sharif. Then man who recites the written poetry about praise of prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) is known as naat khawan in Urdu.

What is Hamd?

Hamd is the word derived from the first word of Surah Fatiha Al hamdulillah which means all praise to ALLAH. When ever some body describe the greatness and say words in praise of Allah swt, then we will say that he is reciting hamd. So the difference between Hamd nad Naat is simple, In hamd we recite verses which belongs to praise of Allah swt and in Naat we recite verses which praise prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) personality.

Muslim writers wrote many naats in their era but naatkhawani is gain popularity in 20th century. Because in the previous time there were not fast communication and media services available. So the naats written by writers in that times are just written in their books. But today many naat khawans have started reciting their naats.

Who is Naat Khawan:

A man or women who recites naats will be known as Naat Khuwan or Sana Khuwan mustafa sallallahu alaihi wa ala wasallam.

First Naat Khawan of Islam:

Hasaan bin Saabit (RA) was the first Naat Khawan (poet) of Muslim world who started writing and reciting naats (poetries) under the supervision of last prophet hazrat MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) to defend Islam against Kuffar at that time. He got permission from the holy Prophet (sallallahu alaihi wa ala wasallam) to recite poems. He was the most loving and popular Naat Khawan (poet) of earlier days of Islam, he used to recite naat in front of the Last Messanger of Allah.
When prophet (sallallahu alaihi wa ala wasallam) comes in Arab culture at that time poetry was a renowned hobby of those people and many popular poet was present there. When prophet MUHAMMAD (sallallahu alaihi wa ala wasallam) announces that he is the last messenger of Allah. Then he recites the verse of holy quran, famous kuffars of that time told that  its a form of poetry. Then Allah SWT revealed the verse in which its written that come with a single verse that match the quran verse. But it was the kalam of Allah so how they can do this?

The Prophet (PBUH) Liked Naat Khawani:

Accroding to Hazrat Ayesha (Razi Allah Taala Anhaa), the Prophet (PBUH) used to offer mimber (stage) to Hasaan Bin Saabat (RA) (for naat khawani).
[Tirmizi / Ahmad Bin Hanbal / Hakim]

Naat Khawani in Times of Prophet Muhammad (PBUH):

Naat khawani was present at the time of Prophet Muhammad (sallallahu alaihi wa ala wasallam). We see when prophet migrated from mecca to madina kids praise and welcomed the prophet muhammad (sallallahu alaihi wa ala wasallam) by reciting naats with use of Dhaf( a instrument).
We have seen these similar scenes at the time of entry in Mecca, when people celebrated and welcome prophet Muhammd (sallallahu alaihi wa ala wasallam) by reciting Naats loudly.

On this occasion Hazrat Abdullah Bin Rawaha (RA) were walking in front of the great victorious Islamic army and were reciting the verses of Naat loudly. Hazrat Umar (RA) came to him and asked is it good that you are reciting the verses loudly near harm حرم and that too in the presence of the prophet (PBUH). The prophet (PBUH) himself come and said: “Don’t stop him from reciting naats loudly ” because. His verses are wounding the hearts of Kuffars like arrows.
[Tirmizi / Nisai]

Rewards for Naat Khawans:

Reciting naat is the best activity because Allah love those people who love his Prophet. On a accasion prophet muhammad (sallallahu alaihi wa ala wasallam) said that “you can’t be a proper momin unless you loved me more than your parents, children and all other peoples“.

Hazrat Kaab Bin Zuhair (RA) recited 200-verses long Naat and on listening the verse “Verily the prophet (PBUH) is noor, and noor is extracted from him, and he is among the sharp swords of Allah to defend Deen Islam.”, the Prophet Muhammad (PBUH) became so happy that he threw his black blanket (کالی کملی) towards Kahab Bin Zuhair (RA) as a reward.
[Tabrani / Bahaqi / Ibn-e-Hasham / Majma-u-Zawaid / Hakim Mustadrak]

What is Naat Khawani:

A program or function set by any muslim where any body can join to listen naats is called naat khawani. People in pakistan and other muslim countries arranged programme of naat khawani at their home.

Copyright/DMCA: We DO NOT own any copyrights of this Track. This Track "Meetha Madina Door Hai" was either uploaded by our users or it must be readily available on various places on public domains as FREE download. If you want this Meetha Madina Door Hai Track to be removed or if it is copyright infringement, do drop us an email at busyroute94943@gmail.com and this will be taken down within 24 hours!

Disclaimer: This is a promotional website only, All files placed here are for introducing purposes only. All files found on this site have been collected from various sources across the web and are believed to be in the "public domain". If Have Any Other issue then Feel Free To Contact Us